- har kisi ki tamanna hai zindagi ko samjhane ki par kya karen zindagi (jindagi) ko samjhana
- itna aasan kahan hai.
- agar hota toh aaj insaan saans lene ke liye kisi oxygen ka mohtaj na hota
- balki uuse oxygen ko hi apne paas naukari par rakhta
- aur kisi bhi grah ka raja banne ke liye usse oxygen sath nahi leni padti
No comments:
Post a Comment